Wo husn o mujasim kamaal uski ankhen

Wo husn o mujasim kamaal uski ankhen
Sarapa muhabbat Jamaal uski ankhen Jhuken to lagti hain zevar haya ka
Uthen to Karen phir sawal uski ankhen Milen to mai dono jahan dekar lelon
Wo chehra wo zulfen wo gaal uski ankhen Agar koi poche ke dunya mai Kya hai
Dewana kahega misaal uski ankhen In ankhon ke kajal mai dooba hon shayad
Ajab phir chali hain ye chaal uski ankhen

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *